About / Hamara Intro
Assalamu Alaikum! Main Abbas hoon, yeh meri begum aur yeh hamara beta Abdul Hadi. Hum apni zindagi ke chhote chhote pal, cabin ke mazaydaar scenes, family fun aur kabhi kabhi dil ko chhoo lene wali kahaniyaan aapke liye laker aate hain. Humara maqsad simple hai — aapko hansana, motivate karna aur apni family ki asli zindagi dikhana. Aap hamare saath judne ke liye subscribe karein aur comments me apne ideas bhejein.
Comments
Post a Comment